HOW TO INSTALL KALI LINUX IN ANDROID MOBILE|KALI LINUX KO ANDROID MOBILE MAIN INSTALL KESAY KREY|

Hloe dosto main hu mukul ran aur aap sabhi ka technical chaudhary main hardik suvagat hain dosto main aaj aap sabhi ko ek nyi aur most imp tricks btanay ja rha hu kali linux ko android main kesay install kar saktay hain iskay baray main................

Dosto kali linux filhal to 10 hacking os main aata hain yeh ek bhot hi powerful operating system hain iska use publically bhot hi kam hota hain but bdi bdi companiyo main aur trickmaster and hackers kay pas main yeh hi operating system use hota hain...................................

To chalyeh phir suru kartay hain.............

To dosto kali linux ko mobile main use karna vasay kuch jyada hard kam nhi hota hain bus isko install karnay kay sucess rate bhot kam aatay hain bcz yeh software install kartay samay hum kuch chijo ka dhyan nhi rakh patay hain to mainay ek  video bnai hain jismay sabhi choti choti chijo ko btaya hain install kartay samay ki kya kya chijo ka aapko dhyan rakhna hoga vo video aapko isi post kay last main mil jaygi agar ap say kali linux install na ho to aap us video ko dekh saktay hain...........

To dosto kali linux ko install karnay kay liyeh humay yeh sep follow karnay hogay......

Step 1:-sabsay pahlay aapko linux deploy software download karna hain yeh software aapko play store say mil jayga..........

Step 2:-phir aapko android vnc software ko download karna hain yeh bhi aapko playstore say mil jayga..............

Step 3:-ab aap linux deploy ko open kre aur linux deploy ki seeting main jayah yha par aur distribution main kali linux select kre aur phir setting kay last main ja kay vnc ko eneble kar d

Step 4:-ab aap vapas aayah aur menu open karkay install par click kar de b ek processing start ho jaygi jo aapkay internet connection par depend kregi aur last main jab tak deploy nhi aata hain tab tak processing chalti rhegi...........

Step 5:-jab last main deploy likha aa jayah  to aap start par click kray aur popup msg ko  ok kar de........

Step 6:- ab linux deploy ko hide krey aur android vnc software open kray aur vha pa user name aur password dalna hoga vo user name aur password aapko linux deploy software ki seeting open krnay par vha user name aur password name kay nam say mil jayga...................

Step 7:-ab aapko vo user name aur password android vnc main dalna hain aur vha connect kay option par  click karna hain binggggggooooooooooooo ab aap dekh saktay hain ki kali linux aapkay android mobile main run kar rhi hogi.................................

To dosto mujhay umid hain ki aap abhi bhi puri terah kali linux ko apnay mobile main install nhi kar  paogay to dosto  aapkay liyeh manay yeh video bnai hain jo ki ek ek step bhot achay say btayah gyah hain vha par to aap  yeh video dhyan say dekhna aur agar kuch gadbad abhi bhi ho rhi ho to aap comment kar saktay hain  ya meri facebook id say mujh say puch saktay hain


#Thanks for visit my website plz support our web and support me
Previous
Next Post »