HOW TO KEEP OUT FROM THE PROBLEM OF UPLOAD A PHOTO OF YOUR SELF |UPLOAD A PHOTO OF YOURSELF KI PROBLEM SAY KESAY BACHAY|

Hlloe dosto main hu mukul  rana aur technical chaudhary main aap sabhi ka hardik suvagat hain dost main aaj phir aapkay liyeh ek nyi tricks lay kar aaya hu ji ki facebook par nyi problem aayi hain uskay liyeh hain.........
To dosto aaj hum aapsay bat kar rhay hain facebook kay new bug kay baray main jiska nam hain upload  photo of yourself yeh abhi march kay aas pas start hua hain aur abhi isnay kafi presan kiya hua hain. Asal main iski sabsay mjaydar bat yeh hain ki iska hindi main matlab hota hain ki apni photo facebook ko send krey par jesay hi hum apni photo facebook par send kartay hain to yeh humari id ko decable kar deta hain jinmay say 5% id hi open ho pati hain........
To dosto is problem ka solution nikalnay say pahlay mainay yeh socha ki q na kuch aisi trick layi jayah ki yeh problem humari id par lgay hi na....
Iskay liyeh main aapko kuch steps bta rha hu aap inko dhyan say follow karna aur agar kuch samaj na aayah to aap meri nichay di gyi video ko dekha saktay hain...............
Dosto sabsay pahli bat to yeh hain ki yeh problem bus new id par hi lagti hain purani id par nhi lag rhi hain to iskay lagnay ka main reson yeh hain......
1.Hum ek location say kafi sari facebook id bnatay hain.
2.Hum email ka istmal kartay hain facebook id par mobile num nhi daltay.
3.Hum facebook par full info ni daltay.
4.hum fake dp lgatay hain.
Is problem kay solution kuch yeh hain.......
1.Agar aapko kafi sari facebook id bnani hain to aap pahlay location change krtay rhay location    change karnay kay liyeh aap hola vpn ya kisi aur vpn ki help lay saktay hain main location change  karnay ki tricks aapko de dunga agar apko ni pta hain to.Par aapko location India ki hi rakhni hogi.
2.Aapko facebook id bnatay samay mobile num say hi varify karni hain id suru main. Aapko apni id  apnay email say nhi bnani hain email say bni id main say 50% id photo of yourself main ja rhi hain.
3.Aapko har bar apni date of birth kuch alag dalni hogi.
4Aapko apni pahli profile picture aisi lgani hain jo ki dekhnay say fake na lagti ho kisi bhi celebrity  ki photo aapko suru main nhi lgani.
5.Id bnany kay bad main aapko puri info dalni hogi apni facebook id main.
To dosto yeh hain kuch tips jinki help say aap jitni bar bhi facebook id bnaogay vo upload a photo of yourself ki problem main nyi jaygi umid hain aapko yeh post pasand aaygi agar aapko kuch bhi dought hain to aap yeh video dekh saktay hain.
Thanks for visit my website.
Previous
Next Post »