HOW TO CONVERT YOUR HOSTED ADSENSE ACOUNT TO NON HOSTED ADSENSE ACOUNT|ADSENSE HOSTED SAY NON HOSTED MAIN KESAY BADLA JATA HAIN|

Hloe dosto main hu mukul rana aur technical chaudhary main aap sabhi ka hardik suvagat hain. Dosto aaj main aapko btanay ja rha hu google adsense kay baray main ek choti si trick to dosto chlalyeh suru kartay hain.....
Dosto google adsense main do type kay adsense aapko miltay hain ek hain hosted aur dusra hota hain non hosted adsense to sabsay pahlay main aapko isi baray main btata hu ki in dono main kya farak hota hain..........

Hosted and non hosted Adsense main antar...........

Dosto hosted aur non hosted adsense main sabhi chijay ek jesi hoti hain bus inmay yeh farak hain ki hum hosted adsense ko apni website par lgatay hain to website par ads show nhi hotay hain sirf youtube par hi ads show hotay hain non hosted adsense main aap khi bhi use kar saktay ho sab jagah uskay ads show hotay hain umid hain ki aap yeh samaj gyah hogay to chalyeh ab suru kartay hain inko convert ki process..........

How to convert hosted to non hosted adsense......


Dosto isko convert karnay kay liyeh mainay ek video aapko nichay di hui hain aap vo video dekh saktay hain agar aapko yeh trick samaj nhi aati hain to......
Hosted say non hosted karnay kay liyeh aapko karnay hotay hain yeh step follow......

Step 1:-Sabsay suru main aapko apna adsense acount open karna hain aur my ads par click karna hain......
Step 2:-Vhar par aapko phir other products ka option najar aayga aapko vha click karna hain aur vha par aapko apni website jis par ads run kranay hain uska url bhar kay submit karna hoga 2-3 din main aapka hosted youtube acount non hosted ban jayga
(Note:-Aapko apni website par .com domain use karna hoga)

Umid hain aapko yeh tricks pasand aayi hogi agar aapko kuch bhi problem yha par aati hain to aap nichay di hui video par click karkay video dekh saktay hain.....

Thanks for visit my website and support me..........
Previous
Next Post »