Computer Laptop Pc Ram Incress Trick.|Apne computer ki ram incress kese kre|

Aaj hum bat karne vale hain ki kese hum apne laptop computer ya pc ki ram ko bdha sakte hain aur inko 30 Gb ram tak kar sakte hain. Agar aap Bhi aisi hi kisi jankari Dhundh rhe hain To dosto aap Ek dum shi jagah par aa gye hain.

Sabse pehlay main aap sabhi ko bta du ki dosto main hu mukul rana aur technical chaudhary main aap sabhi ka hardik suvagat hain aur aaj hum bat karne vale hain ki kese hum apne computer/laptop/pc ki ram ko bdha sakte hain aur kese hum ise 2 gb se unlimited Ram tak kar sakte hain. Dosto Chalyeh suru Karte hain.

Sabse pehlay main aap sabhi ko bta dena chahta hu ki dosto yeh koi Real ram bdhane ki trick nhi hain Yeh sirf ek tarika hain ki kese hum apne computer ki speed ko fast kar sakte hain aur isme humari hard disk ka kuch hissa humari ram ki terah kam karta hain. Umid hain aapke yeh bat ache se samaj aayi hogi.

Ydi aapko real vali ram bdhani hain to dosto aap bazar main jaye aur vha se ram khrid kar laye aur jese aap apne computer ya laptop ko on karte ho to aapko yha par kuch socket mil jayegay jha par aap apni vo ram lga sakte hain. aur aaj hum bat karne vale hain ki computer ki vertul ram kese bdhayeh.
technical chaudhary

Foolow These Steps:- 

Sabse pehlay aapko my computer open karna hain then uski properties par click karna hoga aur vha jna hoga.

Yha aapko advanse setting ki tab mil jaygi aapko vha click karna hoga.

Yha aapko advanse main performence setting ke andar jana hoga.

Phir advanse main jakar aapko virtual memory ka option mil jayega aur aap vha se apni harddisk ka kuch hissa apni ram main badal sakte hain.

Dosto Umid hain aapko meri yeh jankari pasand aayi hogi agar aapko kuch bhi problem aati hain to aap niche di gyi video ko dekh sakte hain. Jisse aapki puri problem dur Ho jaygi.
        
Previous
Next Post »